KYON...
Kisi ki peshani ki lakeeron ko dekh laga yoonsare jahan me hai shakhs pareshan kyon.Gamon ka saya to sabhi par padta haikisi ke jane par ye ashkon ka dariya kyon.Bachche ka rona aangan me lage pyarabachchi ki kilkariyon pe ye hangama kyon.Ameer ke ghar ka alaav ghee se jalaGareeb ke choolhe aur ghar me andhiyara kyon.Sabak dete samjhate hain log sabhi koAaine me dekhne ka khud ko nahi koi paimana kyon.
9 comments:
i just cant express in my own words hw fascinating u written incrdible man!!
Rashmi..
your last lines in all your posts are amazing...
isme bhi..
well written again, i dint understand a few words...
yehi sawaal tho sab pooch rahe hai..
ab chahe vo shayar ho ya hum jaisa aam aadmi..
kyun?
@ MT.. I want this question in mind of every indian. And that we can do.
good thoughts dushyant kumar n ekah hai na :
Pak gayi hai aadte baatoo se sar nahi hogi
Koi hangama karo aise gujar nahi hogi
good thoughts dushyant kumar n ekah hai na :
Pak gayi hai aadte baatoo se sar nahi hogi
Koi hangama karo aise gujar nahi hogi
@ NW.. Ha yahi to main bhi kah raha hoon aur unhone hi kaha ke
"Mere seene me nahi to tere seene me sahi ho kaheen bhi aag lekin aag jalni chahiye"
U know wat duniya ko jo kavi ya shayar apne shabdon mein ahmiyat dede unka parvaan chada de to samjho duniya ki parakh ho gayi very well written!!
arre reham kar zaalim
kyon kya puchta hai
puchna hai agar to aye mera bhai yeh puch ki kya hain puchne mein rakha agar kuch karna nahin us kyon ke arth ka...
Sabak to deta kyon hain...
kyon yun puchta kyon hai
kar agar hain kyon ki chahhat itni
puchne mein kya rakha hain...
mind boggling again this time...
Kudos
for Zindadilli I think you are quite a phenomenal hindi poet and I have read quite a few...
the pleasure is all mine and I express my gratitude to you for introducing me to ur poetry...
gracias
Post a Comment