Duniya hai kaisi, ye kaisi hai duniya
Dhuaan aur andhere bhari hai ye duniya
Kabhi nochti, kabhi sochti, kabhi lootati to kabhi bolti...
Girati, uthati, jagati, sulati...
Kisi roz sabki hawayen udati...
Tumhari ye duniya, humari ye duniya
Badi khudgarz aur matlabi hai ye duniya.
Charagon ke badle deti hai angaare
Tod deti hai jo bhi sapne sanwaare
Aandhi si aati, toofanon si jaati
Jhakjhor deti sabhi ko ye duniya
Duniya hai kaisi, ye kaisi hai duniya
Badi khudgarz aur matlabi hai ye duniya.
Matlab ke matlab se lab hain lab-aa-lab
Mouke ko talashe hain ab yahaan sab
Tere sar pe kiski topi rakhi hai
Topi me teri, kiska hai rakha sar
Yahi sab to baaten jhel jaati hai duniya
Tumhari ye duniya, humari ye duniya
Badi khudgarz aur matlabi hai ye duniya
Duniya hai kaisi, ye kaisi hai duniya....
Dhuaan aur andhere bhari hai ye duniya
Kabhi nochti, kabhi sochti, kabhi lootati to kabhi bolti...
Girati, uthati, jagati, sulati...
Kisi roz sabki hawayen udati...
Tumhari ye duniya, humari ye duniya
Badi khudgarz aur matlabi hai ye duniya.
Charagon ke badle deti hai angaare
Tod deti hai jo bhi sapne sanwaare
Aandhi si aati, toofanon si jaati
Jhakjhor deti sabhi ko ye duniya
Duniya hai kaisi, ye kaisi hai duniya
Badi khudgarz aur matlabi hai ye duniya.
Matlab ke matlab se lab hain lab-aa-lab
Mouke ko talashe hain ab yahaan sab
Tere sar pe kiski topi rakhi hai
Topi me teri, kiska hai rakha sar
Yahi sab to baaten jhel jaati hai duniya
Tumhari ye duniya, humari ye duniya
Badi khudgarz aur matlabi hai ye duniya
Duniya hai kaisi, ye kaisi hai duniya....
5 comments:
Tere sar pe kiski topi rakhi hai,
Topi me teri, kiska hai rakha sar,
Awesome lines.. gives my shiver down the spine.
WoohoooO!!! A typical Shailesh's creation. Bhai, keep this coming. u write exceptionally well in Hindi. Kudos.
Thanks jaadi. I am still not satisfied with the whole thing. But I am extremely happy that some how I could go back to myself and do it again.
"Aandhi si aati, toofanon si jaati
Jhakjhor deti sabhi ko ye duniya"
Areeee khatarnaak! I have to be careful not to plagiarise :P
Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai? Beta you r in the wrong profession... kavita likho... kuch toofani karo. bus karto raho... i know you will go very far... I enjoyed this one boss
@Hemant: Thank you bhai. Copy mat karna warna main case jab tum world famous ho jaoge tab karoonga. :)
@RS Joe: Sir, baat to sahi hai Ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai? Waise profession to ek dum sahi hai us hi ki wajah se to ye sab experience hota hai. I am glad you liked it. Thanks a lot for this booster.
Post a Comment